Monday, July 30, 2018

Blog Template Ko Customize Or Download kaise kare

Dosto aaj ka post aapke liye bahut hai zaroori hai Kyunki is post mein hum aapko blogger template ko customise karna batayenge aap ko pata Hoga main aapko blogger ko Kaise Banai Jati Hai Sikha Hoon Agar aapko blogger ke baare mein nahi pata hai tu meri post padh sakte ho aapko blogging ke baare mein Is Se Pehle 2 post Diye gaye hain aap usse Pehle padle uske baad Ye padh sakte hain isme main blogger template ko customise karne ke liye bataya Hoon step by step to Chaliye Shuru karte hain post is interesting post ko
Blogger theme customize

Blog theme Kya Hota Hai

Blogger theme- Dosto aapko pata hi hoga blog main theme change karna Kitna Jaroori hai aap Pehli Bar blog banate hain toh aapko default Roop se kuch theme  bhi Milte Hain jo aapko uthna acha  Dekhne Mein Nahi Lagta Hai aap chahte ho Aapka blog kisi or blog ki tarh Sundar Dikhe es liye aapko ek aacha temple ji jarurat hogi. Temple ko change karke aapka bhi website blog Sundar Dekhne lagega toh main aapko batata hoon template ko customise kaise kiya jata hai aur uske theme Ko download kaise kiya jata hai Jo Bhi Main theme  use karunga aapko bataunga uska download link Neeche De duga aap free me download kar sakte ho blogger theme Ek Prakar ka coding Hota Hai aap usse use Karke do minute mein Apna website blog ko Sundar bana sakte hain. Pehle kya hota tha Jockey website ya blog banani hai woh toh aapko HTML coding ki jarurat hoti thi Jamana change ho gaya hai bahut Sare website aapko free me template / theme de rahe hain par kuch free Hota Hai aur bhej paid version mein bhi Hota Hai update version ka sim use kar doge to aap ko usse kuch paise Deni Hogi philal Mein free ka use Karne Wala Hoon Tumhe aapko free template say customise karna Sikha dunga baar baar Dekhne Mein Sundar Hoga aap ki site bilkul Meri Tarah


Blogger Theme download kaise kare


Blog theme- download Pr Click kare Aapko ek Zip File Download Hogi
Blogger theme download karne ke baad zip file ko extract Karle ok XML file ko hi upload kare
Note- Password Is- 123456

Blog theme customize kaise kare

Dosto blogger ka theme customise karna Kaafi Asan hai Par Jise thems changed or customize nahi pata hai uske liye thoda Mushkil Hai isliye main aapko step by step Bata nahi ja raha hoon blog theme customise kaise kare Wo bhi Hindi mein
Aap iss post Ko padte Hai koi bhi blog car theme change customize karna seekh Jaoge.

Blog theme change kaise kare


Blog theme- Blog theme ko customize karne se pahle Purana theme ko change karna sikhna hoga Shayad aap ko pata hoga main Phir Jise nahi pata hai Bata deta hoon
First go to blogger.com- sabse Pehle Apna blog sing in Karle
Phir aapko Neeche Mein theme par click kare
Blog theme Change Kaise kare

Phir aapko 1 page open hoga Jisne aapko backup restore option hoga side mein Wahan click Kare
Phir aapko backup restore ka pop up khul Jayega aapko waha theme ka .XML wala file select Karni Hogi Phir upload padh likh click kar de.
Aagar aapko blog me XML file upload karni ho to aap yaha click kare
Ab aap ka theme change ho gaya hai abhi aap dekhenge aapka site blog make koi problem dekhega example Koi Kuch nahi dikhega toh aapko Ghar Aane Ki Koi jarurat nahi hai aapko se customize karna hoga.

Blog ke Theme Ko customize kaise kare Hindi mai


Blog theme customize- blog theme ko customize karne ki do tarike Hain mein sabse Aasan Tarika Bataye hai is post mein aap Tarika Se Customize kare.
Pehle Aap layout per click kare
Layout Khul jayega aapko aap ke blog ki layout dikhayi Degi Aap Yahan Par changing kar sakte hain apni Tarah Se jo aapko accha Lage Woh aap yahan se kar sakte hain. Example Apne site ke naam aur aap ke side ke icon aur blog ke logo change kar sakte hain aur bhi bahut kuch.

Blogger Ko Customize Karna Start Kare


Blog website ko customise kare


  • Yahan Par aapko Apne blog ki Logo Or Blog ke name edit kare
  • Menu option Mein jaake Apna menu add kare
  • Future Wale option mein kuch bhi changing nahi karna hai aapko Yahan Par aapke future post dekhenge

Blog Ke layout main level add/Edit kare


Level add karne ke liye aap ko Pahle edit par click kare Phir Ek popup khulega usme kuch HTML likhe Honge aap ko sirf Apne level dalna hai uske baad save par click kar de agar aap level nahi samjhi ho toh aap apne blog post Jab likh rahe the aap ne ek category banaya tha usse level Karte Hain Us category level K Naam Koi Yahan dalna hai
Aur Kahan kahan level Dal sakte hain
Aap image me dekh sakte hai jagah Apna label Laga sakte hain alag alag Naam Se Alag Alag tarike level Aap Yahan add kare essay aap ki website blog Sundar Dekhenge alag alag label add kare.

Blog side Bar customize kaise kare



Doston post Kafi Lambi Ho Gayi Hai my simple Main Bata deta hoon aapko add gadget per click karni hai aur jo bhi Pasand Ho Add Kar le.
I hope ke apne blog ko customise karna sikh Gaya Hoga post achi Lage to share Jarur kare aur ek comment Jarur kare dhanyavad

KyaKase.ooo My Blogger Themes Download Link
Download my Blog Theme Blog theme- download Pr Click kare Aapko ek Zip File Download Hogi
Blogger theme download karne ke baad zip file ko extract Karle ok XML file ko hi upload kare
No Password

20 comments:

  1. Whats your theme name
    Will u plzz tell me

    ReplyDelete
  2. any Movie Downloa is Here https://moviestv.ml/

    ReplyDelete
  3. thaks for sharing information
    can i get backlink
    https://www.filmywap3.ooo/

    ReplyDelete
  4. bhai template too download hi nahi ho raha.........

    ReplyDelete
  5. Bhai footer credit ko kaise custamize Karen ??

    ReplyDelete
  6. Thanks for sharing a very good theme. keep it up

    ReplyDelete
  7. Bhai palki 2 ko costomize karana bato
    Pls bhai

    ReplyDelete
  8. Bhai aapke bahut ache website hai .
    mai regular aapke websit visit krta hu
    .kya mujhe backlink milsakte hai

    ReplyDelete
  9. Nice post, keep it up !!!
    Really i motivated from your tutorial ....
    My website - https://www.trickbari.xyz

    ReplyDelete
  10. Bai download link work nehi karrahr

    ReplyDelete